Advertisement
Sponsored Links
Piku song Lyrics - Piku (2015) Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan, Sunidhi Chauhan
Song Title: Piku
Movie/Album Title: Piku (2015)»
Singers: Sunidhi Chauhan
Music By: Anupam Roy
Lyrics By: Anupam Roy
Song Cast: Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan
Music launch by: Zee Music Company
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgya-zcEGAco5_J6X0vsjIN5w2NtG0QxI_v-01T2WrNMvzTrQUSblvnQQl010mMBX35BFx2nKbrpKYvgUD6wrTl6XsNpZEGDUF7wmgTStlzscQG9kpAFG00l-Khjhsl0GT3iteGqylzIos/s1600/hindi.jpg)
Movie/Album Title: Piku (2015)»
Singers: Sunidhi Chauhan
Music By: Anupam Roy
Lyrics By: Anupam Roy
Song Cast: Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan
Music launch by: Zee Music Company
Short Description:
The song is sung by Sunidhi Chauhan.Lyricist of song is Manoj Yadav.while music composed by Anupam Roy.Cast of song is Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan.Piku (Song Lyrics)
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai...
Isi ki roshni udi jo har taraf hai....
Ye lamho ki kuve mein roz jhankti hai....
Ye jaake waqt se hisab maangti hai....
Ye paani hai ye aag hai...
Ye khudi likhi kitaab hai....
Pyaar ki khuraak si hai Piku...
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai...
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Panna saanson ka palte...
Aur likhe unpe mann ki baat re...
Lena isko kya kis se...
Isko to bhaaye khudka saath re...
Uh oh.. barish ki boond jaise....
Sardi ki dhundh jaise...
Kaisi paheli iska hal na mile...
Kabhi ye aasmaan utarti hai neeche....
Kabhi ye bhaage aise baadalon ke peeche...
Ise har dard ghoont jaane ka nasha hai...
Karo jo aaye jee mein iska falsafa hai....
Ye paani hai ye aag hai...
Ye khudi likhi kitaab hai....
Ye pyaar ki khuraak si hai Piku...
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Mode raahon ke chehre...
Isko jaana hota jis ore hai...
Aise sargam sunaaye...
Khud iske sur hain iske raag re...
Uh oh..roothe to mirchi jaisi....
Hansde to cheeni jaisi....
Kaisi paheli iska hal na mile...
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai...
Isi ki roshni udi jo har taraf hai...
Ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai...
Ye jaake waqt se hisaab maangti hai....
Ye paani hai ye aag hai....
Ye khudi likhi kitaab hai...
Pyaar ki khuraak si hai Piku...
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai....

0 comments:
Post a Comment