Searching...
Friday, January 15, 2016

Kya Hoga song Lyrics - Dedh Ishqiya (2014) Madhuri Dixit, Arshad Warsi, Naseeruddin Shah, Huma Qureshi, Jazim Sharma, Master Saleem, Shahid Maliya, Jamal Akbar

Advertisement
Sponsored Links
Kya Hoga song Lyrics - Dedh Ishqiya (2014) Madhuri Dixit, Arshad Warsi, Naseeruddin Shah, Huma Qureshi, Jazim Sharma, Master Saleem, Shahid Maliya, Jamal Akbar
Song Title: Kya Hoga
Movie/Album Title: Dedh Ishqiya (2014)»
Singers: Jazim Sharma, Master Saleem, Shahid Maliya, Jamal Akbar
Music By: Vishal Bhardwaj
Lyrics By: Gulzar
Song Cast: Madhuri Dixit, Arshad Warsi, Naseeruddin Shah, Huma Qureshi
Music launch by: Shemaroo

Short Description:

The song is sung by Jazim Sharma, Master Saleem, Shahid Maliya, Jamal Akbar.Lyricist of song is Gulzar.while music composed by Vishal Bhardwaj.Cast of song is Madhuri Dixit Nene, Naseeruddin Shah, Arshad Warsi, Huma Qureshi.

Kya Hoga (Song Lyrics)


♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Re na re aa....
Aa na..aa na re..re na....

Dil ka diya shab bhar jala....
Tere liye o piya.. aa....
Jaate huve....jaate huve....
Keh ke gaya....keh ke gaya....
Yaar vida alvida....

Dil to diya hai Jaan bhi de dein....
Aur nazrana kya hoga....
Kya hoga..kya hoga......
Lau ko chhu ke laut aaya jo....
Woh parwana kya hoga....

Aa....
Lau ko chhu ke laut aaya jo....
Woh parwana kya hoga....

Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....
Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....

Sar pe falak hai....
Falak pe sitaare....sitaare....
Aji humne to dekhe hain aankhon mein saare....
Ho.. palkein jhukaane se kya hoga....
Palkein jhukaane se kya hoga....

Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....
Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....

Dil ka diya shab bhar jala....
Tere liye o piya.. aa....

Kya kya bataayein ki kin kin zamaanon mein....
Dekha hai hum ne tumhein....o piya ji piya....
Rumaani mausam ki sab daastanon mein....
Dekha hai humne tumhein....o piya ji piya....

O piya ji piya....
Morey piya ji....
Morey piya ji....
Morey piya ji piya ji piya ji piya....
Piya ji piya ji morey piya....
Piya ji piya ji piya ji piya....
Morey piya ji piya piya ji piya....

Jaana tu baarish ki aawaz mein....
Kabhi chhaanv ke andaaz mein....
Kabhi udti hui dhoop mein....
Kabhi khushboo ki badmaaz mein....

Udte guzarte jo dariya ne dekha....
Paani pe parchhayi sehla ke dekha....
Ho katra ke ab humse kya hoga....
Katra ke ab humse kya hoga....

Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....
Kya hoga kya hoga kya hoga....
Kya kya ji kya kya ji kya hoga....

Aa… aa… aa....
Zindagi uspe vaar ke aaye....
Saare ehsaan utaar ke aaye....
Humne taare utaare thhe lekin....
Usne to aasmaan loot liya....

Loot liya bhai loot liya bhai....
Loot liya bhai loot liya bhai, loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai....
Loot liya bhai loot liya bhai, loot liya....

Parda uthai ke ghoonghat girai ke....
Parda uthai ke ghoonghat girai ke....
Chain humaara loot liya....

Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Nazar uthaayi aur....
Nazar uthaayi aur palkein gira ke loot liya....
Nazar uthaayi aur palkein gira ke loot liya....

Salam-e-shauq ne kuchh is tarah se loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....

Na jaane khoon hua… aa....
Na jaane khoon hua kitni aarzuon ka....
Na jaane khoon hua.. kitni aarzuon ka....
Labon pe paan ki surkhi laga ke loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....

Wafa se loota kabhi-kabhi....
Aur kabhi jafaa se loot liya....
Wafa se loota kabhi-kabhi....
Aur kabhi jafaa se loot liya....
Sitam sitam hai sitam sitam hai....
Sitam sitam sitam har adaa pe loot liya....

Loot liya bhai loot liya bhai....
Loot liya bhai Loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai....
Loot liya bhai Loot liya bhai loot liya....

Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Loot liya bhai loot liya bhai loot liya....
Kya Hoga Video Song..
Sponsored Links

0 comments:

Post a Comment

 
Back to top!