Advertisement
Sponsored Links
Vande Mataram song Lyrics - ABCD 2 (2015) Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb, Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah, Divya Kumar
Song Title: Vande Mataram
Movie/Album Title: ABCD 2 (2015)»
Singers: Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah, Divya Kumar
Music By: Sachin-Jigar
Lyrics By: Mayur Puri
Song Cast: Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb
Music launch by: Zee Music Company
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiM9firKy52feUrGopRWGrS7eWq3fCx47h8jXrVtU71lu88WwLNDhUFtL5pFABuwftPmBopuED4tSMbSn3A_wPOVKXGgvB14Vt-ul8q1xPGqr0-miDzgMJWJXD0vzX5j9hrbReoDW5ydOA/s1600/hindilyricsbox.jpg)
Movie/Album Title: ABCD 2 (2015)»
Singers: Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah, Divya Kumar
Music By: Sachin-Jigar
Lyrics By: Mayur Puri
Song Cast: Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb
Music launch by: Zee Music Company
Short Description:
The song is sung by Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah, Divya Kumar.Lyricist of song is Mayur Puri.while music composed by Sachin-Jigar.Cast of song is Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb.Vande Mataram (Song Lyrics)
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Ik tera naam hai saancha ho.....
Ik tera naam hai saancha...
Mann meriya ne baancha....
Bas naam tera maa ho.....
Ek pehchaan meri tu hi...
Jind jaan meri tu hi...
Jahaan mera Maa.....
Ho.....
Tujh pe vaarna...
Sau waari jaan main....
Tujh pe vaarna....
Sau waari jaan main....
Tere qurbaan meri Maa....
Vande Mataram..Vande Mataram....
Vande Mataram..Vande Mataram....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Aa gayi ghadi hai dekho sabse badi....
Hai mujhse bas do kadam pe dekho jeet khadi....
Haan mujhe kab se intezaar tha aaj ki shaam ka......
Ab dekho kya karta hai ye banda Hindustan ka......
Jo kisi ke bhi aage jhuka nahi....
Haan main hoon us desh ka...
Tu baith ke le nazaara is treble aur bass ka....
Seedha chalun ya chalun dhai dhai chaal main....
Khel mera hoga ye dekh lambi race ka....
Mitti ka karz hai main mar ke bhi chukaunga...
Tujhe mitti kar doonga...
Ya phir main mitti mein mill jaunga....
Jo bhi kaha tha main wo karke dikhaunga....
India se hoon khali haath nahi jaaunga...
Abe jam ke pakad jhaad doonga...
Tujhko main ukhaad doonga...
Jahaan se tu aaya hai na...
Wahin tujhe baad doonga...
Teri zameen pe aaj...
Tujhe hi pachhaad doonga...
Jhanda India ka bete gaad doonga...
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Jeetoon ya haarun mujhe koi parwaah nahi...
Tumko main dikhaaun mujhe koi parwah nahi....
Maa hi mera Rab hai meri...
Maa hi mera peer meri...
Maa ke pairon ke alawa koi Dargah nahi...
Naachunga naachunga mujhko fitoor hai...
Naachunga naachunga dil majboor hai....
Aaj ki shaam meri Maa ke hai naam....
Meri maa mujhe dekhegi naachna zaroor hai....
Main jeetun ya haarun mujhe naachna zaroor hai...
Meri maa mujhe dekhegi naachna zaroor hai...
Naachna zaroor hai mujhe naachna zaroor hai...
Maa Maa..mujhe naachna zaroor hai...
Maa meri mujhe dekhegi naachna zaroor hai...
Rang kesar soora waaleya...
Rang sabz khili phulkariyan....
Ho rang chitta niyat saaf da...
Ho rang teenon jaan se pyaareya....
Rang teenon jaan se pyaareya...
Ho Rang meri Maai ka....
Rang sachchai ka har achchhai ka hai Maa....
Rang teri reet ka....
Rang teri preet ka....
Rang teri jeet ka hi chhaaye chhaaye...
Kaise main chukaawan tera ehsaan...
Maai teri chunariya lehraaye....
Jab tak mujh mein hai zara si jaan...
Maai teri chunariya lehraaye...
Ik tera naam hai saancha ho.....
Vande...mataram....
Vande.....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Aye maai re.....
Shubhrajyotsnaa pulakitayaaminim...
Pullakusumita drumadala shobhinim....
Suhaasiniim sumadhura bhaashhinim....
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
Sujalaam suphalaam malayaj sheetlaam...
Sasyashyaamalaam maataram vande....
Shubhrajyotsnaa pulakitayaaminim...
Pullakusumita drumadala shobhinim....
Suhaasiniim sumadhura bhaashhinim....
Maai re...

Vande Mataram Video Song..
Sponsored Links
0 comments:
Post a Comment