Searching...
Wednesday, February 3, 2016

Saaiyaan song Lyrics - Gunday (2014) Arjun Kapoor, Priyanka Chopra, Shahid Mallya

Advertisement
Sponsored Links
Saaiyaan song Lyrics - Gunday (2014) Arjun Kapoor, Priyanka Chopra, Shahid Mallya
Song Title: Saaiyaan
Movie/Album Title: Gunday (2014)»
Singers: Shahid Mallya
Music By: Sohail Sen
Lyrics By: Irshad Kamil
Song Cast: Arjun Kapoor, Priyanka Chopra
Music launch by: YRF Music

Short Description:

The song is sung by Shahid Mallya. Music composed by Sohail Sen. Lyricist of song is Irshad Kamil. Cast of song is Arjun Kapoor, Priyanka Chopra.

Saaiyaan (Song Lyrics)


♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Kal Meera tadpi Kaanha ko....
Sab laaj samaaj ganwaai re.....
Ab prem mein tadpan tarsan ki.....
Hai baari Kaanha ki aayi re......

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Mori jaan gayi...mori jaan gayi...
O.. tora khel hua....tora khel hua...
Mujh se main rootha....
Mujh mein main toota......

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

O.. mujh se main rootha...
Mujh mein main toota.....
Mujhko maine ishq wafaa mein.....
Khud hi hai loota... khud hi hai loota..

Lut-lut ke..lut-lut ke...
Jeena hai marna baanke yaar bina.....

Saaiyaan..hun main ki karaan....
Saaiyaan..jee laan ya maraan....
Saaiyaan..Rab mujhse khafaa....
Saaiyaan......
Saaiyaan..hun main ki karaan....
Saaiyaan..jee laan ya maraan....
Saaiyaan..Rab mujhse khafaa....
Saaiyaan......

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Ho.. sapnon ke sheeshe toote.....
Dukh ki daraar se.....
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se....
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na.....
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se.....
Rus-rus ke..rus-rus ke.......
Mann se mann jaana khud hi yaar bina......

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Saaiyaan..hun main ki karaan....
Saaiyaan..jee laan ya maraan....
Saaiyaan..Rab mujhse khafaa....
Saaiyaan......
Saaiyaan..hun main ki karaan....
Saaiyaan..jee laan ya maraan....
Saaiyaan..Rab mujhse khafaa....
Saaiyaan......
Saaiyaan Video Song..
Sponsored Links

0 comments:

Post a Comment

 
Back to top!