Searching...
Thursday, November 26, 2015

Babaji Ka Thullu song Lyrics - Dolly Ki Doli (2015) Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Wajid, Danish Sabri

Advertisement
Sponsored Links
Babaji Ka Thullu song Lyrics - Dolly Ki Doli (2015) Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Wajid, Danish Sabri
Song Title: Babaji Ka Thullu
Movie/Album Title: Dolly Ki Doli (2015)»
Singers: Wajid, Danish Sabri
Music By: Sajid-Wajid
Lyrics By: Danish Sabri
Song Cast: Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma
Music launch by: T-Series

Short Description:

The song is sung by Wajid, Danish Sabri and composed by Sajid-Wajid. Lyricist of song is Danish Sabri. Cast of song is Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma.

Babaji Ka Thullu (Song Lyrics)


♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Aaj bata doon khul ke main dear....
Pyar ye mera koi dhons nahi hai...
Kab tak kaatun teri galiyon ke chakkar....
Ab tak koi response nahi hai....
Din bhar ho din bhar...
O din bhar tere piche dodun kutte ki tarah...
O raat bhar main sadun jaise chhat par ullu...
O tere pyar mein mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu..
.
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

O tere pyaar mein mujhko kya mila...
Babaji ka thullu....
O iss pyaar mein mujhko kya mila..
Babaji ka thullu....
O babaji ka thullu babaji ka thullu...
Babaji ka thullu babaji ka thullu....
O iss pyaar mein O mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu...

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Mere phone message ka na kare koi reply...
Shayad side mein betha hoga chota wala bhai...
Maine sari kamaai tere upar lutaai....
Mere mummydaddy ne bhi meri waat lagai...
Main to cheekh cheekh bolun tujhe pyar karun...
Tu to ho gayi hai behri...
Tujhe deta nahi sunaai...

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Dil ye hamaara shaitan bahut hai...
Darling tu bhi beimaan bahut hai...
Dekh ke tere cheeks pe laali...
Apni neeyat bhi badal gayi sali...
Naam ke tere main ratta marun...
Bhajan karun ya karun main qawwali....
O Hi Hello....
Hi Hello tu to karti hai ghairon ke sang...
Hum to pakde khade teri sari ka pallu.....

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu.....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
O tere pyaar mein mujhko kya mila...
Babaji ka thullu...
O iss pyaar mein mujhko kya mila...
Babaji ka thullu....

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Love ke aage main lachaar ho gaya...
Pyar nahi mujhko bukhaar ho gaya...
Tu jo bulaave coffee date pe...
Hum to pahunche India Gate pe...
Hum jo bulaave aao betho in my car...
Na aati tu banati hai bahaane hazaar....
O din bhar o din bhar....
O din bhar tere piche dodun tattu ki tarah...
Ho Banares ya Delhi Manali ho ya Kullu...

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu.....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
O tere pyaar mein mujhko kya mila...
Babaji ka thullu.....
O iss pyaar mein mujhko kya mila...
Babaji ka thullu...
O babaji ka thullu babaji ka thullu...
Babaji ka thullu babaji ka thullu...
Iss pyaar mein mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu...
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai...
Babaji ka thullu...
Babaji Ka Thullu Video Song..
Babaji Ka Thullu Audio song
Sponsored Links

0 comments:

Post a Comment

 
Back to top!