Advertisement
Sponsored Links
Maula song Lyrics - Bangistan (2015) Riteish Deshmukh, Pulkit Samrat, Ram Sampath, Rituraj Mohanty
Song Title: Maula
Movie/Album Title: Bangistan (2015)»
Singers: Ram Sampath, Rituraj Mohanty
Music By: Ram Sampath
Lyrics By: Puneet Krishna
Song Cast: Riteish Deshmukh, Pulkit Samrat
Music launch by: T-Series

Movie/Album Title: Bangistan (2015)»
Singers: Ram Sampath, Rituraj Mohanty
Music By: Ram Sampath
Lyrics By: Puneet Krishna
Song Cast: Riteish Deshmukh, Pulkit Samrat
Music launch by: T-Series
Short Description:
The song is sung by Ram Sampath, Rituraj Mohanty and composed by Ram Sampath. Lyricist of song is Puneet Krishna.Cast of song is Riteish Deshmukh, Pulkit Samrat.Maula (Song Lyrics)
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬.
Mujhko kuch bhi pata nahi tha...
Waqt bada hi acha tha....
Mera koi dharam nahi tha...
Jab main chota bacha tha....
Phir ik mazhab milte hi...
Mera bachpan chut gaya...
Duje dharam ka dost wo mera...
Usse rishta tutt gaya...
Wo zinda hai ya marr gaya...
Uska koi zikr nahi....
Nahi Ishwar maula mera...
Mera maula Ishwar nahi....
Nahi Ishwar maula mera...
Mera maula Ishwar nahi....
Allah hu Allah hu....
Hey Ram Ram Ram....
Allah hu Allah hu....
Hey Ram Ram Ram....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬
Jung ki tayari mein hoon...
Geeta kuran padh ke...
Jo waqt bach gaya wo main...
Katunga tujh se lad ke...
Meri to bas ye fitrat...
Hathiyar main dharunga...
Jannat ho ya jahanam...
Vyapar main karunga...
Hogi ye duniya khubsurat....
Mujhko to kadar nahi....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi.....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi.....
Tum mein humein...
Har aadam mein har khushi mein...
Ranjo ghum mein ghungroo mein....
Payal ki chhan mein...
Sajni mein...uske balam mein...
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Din raat padhun..woh kalma hai...
Tu bistar hai...tuhi maa hai...
Meri rooh to aisi chumi hai...
Mera naam aaj se rumi hai....
Tu hai to sab hai bhara bhara...
Tu hai to fikar nahi...
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi....
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram....
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬
Mujhko kuch bhi pata nahi tha...
Waqt bada hi acha tha....
Mera koi dharam nahi tha...
Jab main chota bacha tha....
Phir ik mazhab milte hi...
Mera bachpan chut gaya...
Duje dharam ka dost wo mera...
Usse rishta tutt gaya...
Wo zinda hai ya marr gaya...
Uska koi zikr nahi....
Nahi Ishwar maula mera...
Mera maula Ishwar nahi....
Nahi Ishwar maula mera...
Mera maula Ishwar nahi....
Allah hu Allah hu....
Hey Ram Ram Ram....
Allah hu Allah hu....
Hey Ram Ram Ram....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬
Jung ki tayari mein hoon...
Geeta kuran padh ke...
Jo waqt bach gaya wo main...
Katunga tujh se lad ke...
Meri to bas ye fitrat...
Hathiyar main dharunga...
Jannat ho ya jahanam...
Vyapar main karunga...
Hogi ye duniya khubsurat....
Mujhko to kadar nahi....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi.....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi.....
Tum mein humein...
Har aadam mein har khushi mein...
Ranjo ghum mein ghungroo mein....
Payal ki chhan mein...
Sajni mein...uske balam mein...
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Tu hi tu hai...tu hi tu hai....
Din raat padhun..woh kalma hai...
Tu bistar hai...tuhi maa hai...
Meri rooh to aisi chumi hai...
Mera naam aaj se rumi hai....
Tu hai to sab hai bhara bhara...
Tu hai to fikar nahi...
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi....
Nahi Ishwar maula mera....
Mera maula Ishwar nahi....
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram....
Allah hu Allah hu...
Hey Ram Ram Ram..
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬
Maula Video Song..
Maula Audio song with Lyrics
Sponsored Links
0 comments:
Post a Comment