Searching...
Monday, January 4, 2016

Dil Dhadakne Do song Lyrics - Dil Dhadakne Do (2015) Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah

Advertisement
Sponsored Links
Dil Dhadakne Do song Lyrics - Dil Dhadakne Do (2015) Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah
Song Title: Dil Dhadakne Do
Movie/Album Title: Dil Dhadakne Do (2015)»
Singers: Priyanka Chopra, Farhan Akhtar
Music By: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics By: Javed Akhtar
Song Cast: Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah
Music launch by: T-Series

Short Description:

The song is sung by Priyanka Chopra, Farhan Akhtar.Lyricist of song is Javed Akhtar.while music composed by Shankar-Ehsaan-Loy.Cast of song is Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah.

Dil Dhadakne Do (Song Lyrics)


♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Uh o..hoo....

Har dil ki apni hi taal hai....
Apna hi ek raag hai...
Har dil ki apni dhadkane....
Apni hi ek aag hai...
Jazbaat pighle pighle hain to kyun na ho...
Khayalat behke behke hain to kyun na ho...

Har dil dhadakne do...
Dil Dhadakne Do.....
Dil Dhadakne Do...

Log kya kahenge...
Chhodo saare aise tum bahaane....
Dil Dhadakne Do.....

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Har lamhe ko jo puri tarah se nahi jee sake...
Hathon me uske ho jaam phir bhi nahi pee sake...
Zindagi hai kya jaane wo kya...
Khushiyon ko pehchaane wo kya...
Hum to yehi samjhayenge use...
Sapne jo hai sajane thode se bano diwaane....

Dil Dhadakne Do....
Dil Dhadakne Do.....
Dil Dhadakne Do.....

Duniya jo bura maane banke tum anjaane....
Dil Dhadakne Do.....

Zindagi ke sau rang hain....
Ye baat sun lo jaan lo....
Sabke apne hi dhang hain....
Ye baat samjho maan lo....
Koi jo khoya khoya hai to kyun na ho...
Koi jo badla badla hai to kyun na ho...

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Uh o....
Har dil ki apni hi taal hai...
Apna hi ek raag hai...
Har dil ki apni dhadkane...
Apni hi ek aag hai...
Jazbaat pighle pighle hain to kyun na ho...
Khayalaat behke behke hain to kyun na ho...
Dil...dhadakne do...

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Dil...Dhadakne Do..
Dil dhadakne do....

Duniya jo bura maane banke tum anjaane...
Dil...dhadakne do...

♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬

Uh aah aah o.....
Dil....dhadakne do....
Dil Dhadakne Do..

Ho sapne jo hai sajaane....
Thode se bano deewaane...
Duniya jo bura maane banke tum anjaane...
Log kya kahenge...
Chhodo saare aise tum bahaane..

Dil Dhadakne Do...
Dil Dhadakne Do Video Song..
Sponsored Links

0 comments:

Post a Comment

 
Back to top!