Advertisement
Sponsored Links
Zaroori Tha song Lyrics - Hamari Adhuri Kahani (2015) Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Rahat Fateh Ali Khan
Song Title: Zaroori Tha
Movie/Album Title: Hamari Adhuri Kahani (2015)»
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Music By: Sahir Ali Bagga
Lyrics By: Khalil-ur-Rehman Qamar
Song Cast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao
Music launch by: Sony Music India
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjglWmvd6OaW4rBFg_d82LWWLCkUi4hbbQ6pr5H0WBlqFcaK3tGxwj-UfHaqBnE3ikFwVV5Ho_ZV-dpo968twRVl7w_vWLl-Gom6J13zhSp39weCdGbZ2TDuXqSDD5dh55at7zlLNIq5OY/s1600/hindilyricsbox.jpg)
Movie/Album Title: Hamari Adhuri Kahani (2015)»
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Music By: Sahir Ali Bagga
Lyrics By: Khalil-ur-Rehman Qamar
Song Cast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao
Music launch by: Sony Music India
Short Description:
The song is sung by Rahat Fateh Ali Khan.Lyricist of song is Khalil-ur-Rehman Qamar.while music composed by Sahir Ali Bagga.Cast of song is Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao.Zaroori Tha (Song Lyrics)
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Teri Aankhon Ke Dariya Ka....
Utarna Bhi Zaroori Tha.....
Mohabbat Bhi Zaroori Thi...
Bichhadna Bhi Zaroori Tha....
Zaroori Tha Ke Hum Dono....
Tawafein Aarzoo Karte...
Magar Phir Aarzuon Ka....
Bikharna Bhi Zaroori Tha....
Teri Aankhon Ke Dariya Ka...
Utarna Bhi Zaroori Tha....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Wahi Hai Sooratein Apni...
Wahi Main Hoon Wahi Tum Ho...
Magar Khoya Huaa Hoon Main...
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho...
Mohabbat Mein Daga Ki Thi..
So Kaafir The So Kaafir Hain....
Mili Hain Manzilein Phir Bhi...
Musaafir The Musaafir Hain....
Tere Dil Ke Nikaale Hum...
Kahaan Bhatke Kahaan Pahunche..
Magar Bhatke To Yaad Aaya....
Bhatakna Bhi Zaroori Tha....
Mohabbat Bhi Zaroori Thi...
Bichhadna Bhi Zaroori Tha...
Zaroori Tha Ke Hum Dono....
Tawafein Aarzoo Karte...
Magar Phir Aarzuon Ka...
Bikharna Bhi Zaroori Tha...
Teri Aankhon Ke Dariya Ka...
Utarna Bhi Zaroori Tha...
Teri Aankhon Ke Dariya Ka....
Utarna Bhi Zaroori Tha.....
Mohabbat Bhi Zaroori Thi...
Bichhadna Bhi Zaroori Tha....
Zaroori Tha Ke Hum Dono....
Tawafein Aarzoo Karte...
Magar Phir Aarzuon Ka....
Bikharna Bhi Zaroori Tha....
Teri Aankhon Ke Dariya Ka...
Utarna Bhi Zaroori Tha....
♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬♪♫♬...♪♫♬...♪♫♬
Wahi Hai Sooratein Apni...
Wahi Main Hoon Wahi Tum Ho...
Magar Khoya Huaa Hoon Main...
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho...
Mohabbat Mein Daga Ki Thi..
So Kaafir The So Kaafir Hain....
Mili Hain Manzilein Phir Bhi...
Musaafir The Musaafir Hain....
Tere Dil Ke Nikaale Hum...
Kahaan Bhatke Kahaan Pahunche..
Magar Bhatke To Yaad Aaya....
Bhatakna Bhi Zaroori Tha....
Mohabbat Bhi Zaroori Thi...
Bichhadna Bhi Zaroori Tha...
Zaroori Tha Ke Hum Dono....
Tawafein Aarzoo Karte...
Magar Phir Aarzuon Ka...
Bikharna Bhi Zaroori Tha...
Teri Aankhon Ke Dariya Ka...
Utarna Bhi Zaroori Tha...
Sponsored Links
0 comments:
Post a Comment